Earthquake In Delhi NCR 12/4/2020

Aaj Delhi NCR Samet Ghaziyabad,Noida mai earth quake ke jhatke mehsoos kiye gaye 
Shaam Mai 5:45-5:52 pm ke beech yeh jhatke mehsoos kiye gaye jiske chalte logo ne bina social distancing ka palan kiye apne apne gharo se bahar nikle 
Abhi tak iss Bhookanp ke chalte kisi bhi nuksan ki khabar samne nahi aayi 

Comments